Assalamu Alaikum! Is video mein hum Surah Al-Baqarah ki Ayat 126 par baat kar rahe hain, jis mein Hazrat Ibrahim (A.S.) ki Makkah ko aman ka shahar banane aur wahan ke iman walon ke liye rizq ki dua ka zikr hai. Video ko like aur share zaroor karein!